Pharishta Poem by Varsha M

Pharishta

Rating: 5.0


Shayad zindagi se
jung ladne ke
aadat se ho gaye hai
Gir kar phir oothne
Ke chahat jo hai
Manzil meri ye nahi
Khwaab kuch khas hai
Jab tak saans hai
To ehsaas hai
Kuch karne ke chahat hai
Harne ka bilkul takat nahi
Kyoki mai wo khwaab hoon
Jo jhukne jaanta nahi
Aur peeche koi rasta nahi
So aage he badte jana hai
Khwaab-e-hasseen ke aslam me
Na jane humne kab jaannat ho leya
Mann ko ehsaas he nahi
Aai nanhi khwaab, kaun ho tum
Jo mujhe harne he nahi deti.

Thursday, July 30, 2020
Topic(s) of this poem: dream,victory
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
A little efforts towards your goal means a lot. Nothing goes unnoticed, all are prescious.
Inspired by poem of Sharad Bhatia 'Mai aur mera prayas'. His inspirational quotes efforts never die(end) .
COMMENTS OF THE POEM
Dr Dillip K Swain 08 November 2020

An excellent poem! Appreciated....Top 🌟

0 0 Reply
Sharad Bhatia 30 July 2020

This is a very wonderful, inspiring and heart touching poem about " END" . Yes " Efforts Never Die" . Thanks for sharing such a beautiful poem Rated 100000+++++

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success