Log Tut Jate Hain Ek Ghar Banane Mein By Bashir Badr In English Translation Poem by Ravi Kopra

Log Tut Jate Hain Ek Ghar Banane Mein By Bashir Badr In English Translation



People break their backs making a household
You give a hoot burnibg down the towns

Goblets will be shattered this pub
Season after season when they get drunk

Every palpating stone people think is a heart
It takes years to make a heartout of a heart

Helplessness of a dove cannot ask this:
Who places snakes in its nest

Some other girl will eventually come to my life
But forgetting my love now is so hard for my life

***

log TuT jate hain ek ghar banane mein
BASHIR BADR

log TuuT jaate haiñ ek ghar banāne meñ
tum taras nahīñ khāte bastiyāñ jalāne meñ

aur jaam TūTeñge is sharāb-ḳhāne meñ
mausamoñ ke aane meñ mausamoñ ke jaane meñ

har dhaḌakte patthar ko log dil samajhte haiñ
umreñ biit jaatī haiñ dil ko dil banāne meñ

fāḳhta kī majbūrī ye bhī kah nahīñ saktī
kaun saañp rakhtā hai us ke āshiyāne meñ

dūsrī koī laḌkī zindagī meñ aa.egī
kitnī der lagtī hai us ko bhuul jaane meñ

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success