Ghazal Poem by Samreena Lodhi

Ghazal



Wo Ahl-e-Danish! Sab baat krtay hain aqloo ki,
Bhala, jin k dil pathar hu wo aaqil ya qahil hain?

Kahnay ko damagh se sirf aq'l wabasta ha,
Per zehn maandh jin k hn, smjh se wo b chaltay hain,

Danish waroo ko ab ye kon smjhaey Samar'
Dil o damagh donu hi aik insan ma bastay hain,

Duniya ma ye dekha ha, harkat aik Ki bnd to,
Na zindagi ki daur hoti ha, na hi koi dau'r rehta ha.

Monday, April 3, 2017
Topic(s) of this poem: truth
COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 04 April 2017

Ghazal khoob hai. Shukria

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success