Ek Din Poem by Anup Verma

Ek Din

khwaish hai ye meri ke kuch karke dikhau..
zindagi ko apni ek misaal banau..
koshish hai ye meri ke kuch accha kar jau..
aur muskurate hue ye sab se keheja..

ke jeet jayengey humm..
ke jeet jayengey hum..
Ek din..

himmat hai junoon hai.. na hai koi darr..
armaan hai faulaadi.. aur jigar me hai dum..
na rke the kabhi aur na rukengey kabhi hum..

koshish hai ye meri ke kch accha kar jau..
aur muskurate hue ye sab se keheja..

ke jeet jayengey humm..
ke jeet jayengey hu..

haare they kabhi.. aur haarengey bhi kabhi..
par rukengey nahi.. hum thekengey nahi..
jeet na sake toh bhi koi gham nahi..
haar maan jaye.. itne buzzdil bhi hum nahi..

ke jeet jayengey hum.. jeet jayengey hum, , .
ek Din..

Thursday, September 4, 2014
Topic(s) of this poem: inspirational
COMMENTS OF THE POEM
Gajanan Mishra 04 September 2014

jeet jayenge hum, good writing, thanks.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success