Chinese Poetry And Wine Of Luo Zhihai In Hindi And Urdu Poem by Ravi Kopra

Chinese Poetry And Wine Of Luo Zhihai In Hindi And Urdu



Luo Zhihai ki chinese poetry koi samaj main nahin aati. Likhta to vo khoob hai, magar angrezi ka uska anuwaad baDa ajeebo greeb hota hai.
main yahan uski poem ko hindi/urdu main translate karnay ki koshish karta hoon:

jaisay garmi aatay hi jugnoo chamaktay hain
bahaar main willow peD ki haryaali lehraati hai
jaisay aalo-bukhaaray k phoolon ki rung jaisi shraab
mazaa deti rehti hai peenay k baad
jaisay dil main khushi aati hai neeli lehrain sagar ki dekhnay k baad
acHi poetry dil ko khush karti rehti hai us ko paDnay k baad.

or better

teri muskaan mera dil behlaati rehti hai bijuDnay k baad

***

Poetry And Wine…......... - Poem by Luo Zhihai at Poemhunter
诗酒

初夏流萤光闪闪
仲春垂柳色青青
诗从风骨梅花烙
酒藉真情沧海 倾


Poetry And Wine

In the early summer, the fireflies are glittering
In the mid spring, color of the sweeping willows is green
Strength of character of poetry is from a plum blossom brand
Wine with true feelings pouring out in the blue sea

Tuesday, April 28, 2020
Topic(s) of this poem: poetry,wine
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success