ye duniya sub tamasha hai
har aurat, har aadmi sub khel kari hain
yahan aatay hain, chalay jate hain.
har koi apne saat khel karta hai
sub khel saat kaal main hote hain
pehle vo bachcha hota, nurse ki bahaoN main
rota rehta hai, thookta firta hai
fir shikayat karta, kitaboN ka thaila liye
scholl jaata laDka bun jaata hai
-to be continued