Woo Dastak.... Poem by Varsha M

Woo Dastak....

Rating: 2.0


Aaj fir havaoon ne aawaz de
Aaj fir unhoone mere darwaza pe dastak de
Pagal he koi unhe unsoona kar sakata
Aise kasish hai unki awaaz me
Aise lalak hai unki gaan me
Chodna meri bas me nahi
Nibhana unko kubool nahi
Na jaane milan kab hooga apna
Waqt pe kisika joor nahi
Dil ke suroor per kisika joor nahi
Aai nanhi jaan sambhal ja
Gairoon ke paas maat ja
Aangan apna bhi soona nahi
Dil apna bhi begana nahi
Bas moodhke dekh ja
Un katilana nazroon se
Jo kabhi marta tha hampe.

Saturday, June 13, 2020
Topic(s) of this poem: love,good,happiness,life
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
These lines came to my mind as I was writing my previous poem 'aaj fir havaoon ne aawaz de....'
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 10 December 2020

Ek khoobsoorat nazm, the poetess is proficient in Urdu.

0 0 Reply
Waliur Rahman 24 September 2020

इक नाम क्या लिखा तिरा साहिल की रेत पर फिर उम्र भर हवा से मेरी दुश्मनी रही Parveen shakir ka ye Sher yaad aa gya. Aapki nazm bahut kuch byan karti hai junko sirf lafzon se nahi samjha ja sakta. Khuda aapko aur dard de

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success