Waqt-E-Raheem Poem by Varsha M

Waqt-E-Raheem

Rating: 5.0

Waqt ki nazakat ko samjho
Aai madhosh musafir
Waqt rahte bhed do tir
Jisse tumne tarkash se nikala
Issi maksad se ke aaj
Pa loon aapne maan ki.

Waqt kisi ka saga nahi hota
Par saat unn sabka deta
Jo aadar karte uska
Aur waqt rehte kar guzarte
Kaam kuch aaise
Jinhe zamana kehta hassen.

Palke jukaye raho na aai musafir
Hull uthoao aur joot dalo
Waqt bhi hai iss pal meherban
Aur saath Mausam bhi de raha abhi
Kar loo aapne maan ki murad puri
Chaand sitaron ke darbar mein aaj.

Waqt nahi mauhtaj aapka kissi bhi tarah
Par aap jaroor Kayal ho unke
Jinke haanthoon takdir likhi jati hamesha.

Waqt nahi chalta hamare jaise
Hum dhal jate hai waqt ke mizaz-e-aziz me.

Waqt-E-Raheem
Thursday, October 1, 2020
Topic(s) of this poem: grace,inspirational,time
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Inspired by words in poem of me poet yeps poet mauka bahar ka.. about time. Indeed time is mightier than all. So I penned this piece admiring and respecting time, yet enjoying and living life full.
Photo courtesy id 3517206 pixabay.
COMMENTS OF THE POEM
Jagdish Singh Ramána 27 November 2020

वक़्त की रवानी की हिदायत बहुत, बहुत ख़ूब।

0 0 Reply
Me Poet Yeps Poet 01 October 2020

Waqt-e-raheem Waqt ki nazakat ko samjho Aai... maha shallah dhanyawad kyun kar rahe hai hum waqt koe barbaad koe toe humaaree sunta naheen aap hee hai waqt humarra humme to itnee urdu naheen aateee par phir bhi taang todkar apmnee keh dataey hai aaps sey hum hain abhharee waqt abh kaatney kay liyee kabhee bhee aajayegi humaaree baree waqt ney humme khamosh rakhha hai koe boln...c pg...

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success