Rimjhim Barsat Poem by Varsha M

Rimjhim Barsat

Rimjhim baarishi ke boond
Pukar rahi hai madhyam aawaz me
Ki aaja sama ja mujhme fir se
Ki kuch aur sararat hum kare saath me
Jhumne khule aasman ke neeche
Sirf iss liye jiye hazaron saal
Ke aaj fir kismat meherban huwa hai mujhpe
Aur tooti zindagi ka tana bana buna hai
Ke jo khwashise hamne mangi thi
Wo saab pura ho raha hai
Issi sunhare aasman ke neeche.

Rimjhim Barsat
Wednesday, September 2, 2020
Topic(s) of this poem: desire,dream,wish,wishing
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Enjoying the rain that gives you sense of happiness and contentment. Playing all pranks likechild in trance living life to the full only because he rose above the chains of norms to live and enjoy once more.
Photo courtesy Odua on dreamstime ID 138025013
COMMENTS OF THE POEM
o poet me poet yeps poet 02 September 2020

Rimjhim baarishi ke boond=====rim jam rain ran drops galore Pukar rahi hai madhyam aawaz me===calling in silence loudly me Ki aaja sama ja mujhme fir se==do envelope in me again Ki kuch aur sararat hum kare saath me==so we can enjoy again and again howz d translation lol

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success