Khudgarz Rishte Poem by Aarzoo Mehek

Khudgarz Rishte

Rating: 5.0


Jis rishte main apne hone ka ehsaas
Baar baar dilaana pade
To samajh jaao ke tum ek behis shaqs
Aur khudgarz rishte ke shikaar ho.


© Aarzoo Mehek

Khudgarz Rishte
Wednesday, September 16, 2020
Topic(s) of this poem: relationship
COMMENTS OF THE POEM
M Asim Nehal 16 September 2020

Kya karen kuch hote hain ayse jinhe ehsaas dilana padta hai..Tajurba ghazab ka hai aapko 5 Stars

1 0 Reply
Dr Dillip K Swain 02 June 2023

Brilliant! Well penned dear poetess Aarzoo! Stay blessed!

0 0 Reply
Jazib Kamalvi 22 September 2020

Kuchh sathyon ko chhod k jaane main lutf hai. Or kuchh ko baar baar manaane main lutf hai. Usko kabhi na chhod k jaaon main umr bhar. Usko to apni yaad dilaane main lutf hai. (Jazib Kamalvi)

0 0 Reply
Rajnish Manga 16 September 2020

दिल पर लगी चोटों का और उससे पैदा होने वाली सूरते हाल का पुख्ता दस्तावेज़ है यह कविता. बहुत गहरी व प्रभावशाली अभिव्यक्ति. धन्यवाद.

1 0 Reply
Varsha M 16 September 2020

Bahut shahi nasihat. Ek rishte me iss gyan ka ilm hona bahut zaroori hai. Rishte apno se hote hai paraye to bas jhank jate hai.

1 0 Reply
Shreya Hacks 16 September 2020

Ek khoob surat mod dekar chodna behtar.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success